hum jins parasti

پہلا غیر فطری عمل تو جو آج کل سے نہیں بلکہ زمانہ قدیم سے چلتا آ رہا ہے وہ ہے ہم جنس پرستی جس کی وجہ سے حضرت لوط علیہ سلام کی قوم پر بھی عذاب آیا تھا لیکن یہ غیر فطری عمل اور گناہ کا کام آج بھی جاری ہے -
یہ ایسا غیر فطری عمل ہے جسے اپنی بیوی کیساتھ کرنے کی بھی اجازت نہیں ہے یعنی کہ عورت کی شرم گاہ کا جو حصّہ مخصوص کیا گیا ہے صرف اسی میں ہی جنابت (sex ) کر سکتے ہیں اس کے مقعد یعنی (پیچھے کا حصّہ ) میں جنابت کرنے کی اجازت نہیں ہے اب آپ غور کیجئے کے اگر آپ کا اسلام آپ کو اپنی بیوی کے ساتھ بھی ایسا کام کرنے کی اجازت نہیں دیتا تو پھر تو ہم جنس پرستی بہت دور کی بات ہے-
کیا آپ جانتے ہیں کہ دنیا میں اس وقت جنسی مریضوں کی سب سے زیادہ تعداد یورپ ممالک میں پائی جاتی ہے- کیوں ؟؟
کیونکہ وہ لوگ اس چیز کا خیال نہیں کرتے وہاں تو باقاعدہ ان چیزوں کو پروموٹ  کیا جاتا ہے-
اور اس فعل کے کرنے سے انسانی جسم کو کس قدر نقصان پوھنچ سکتا ہے آپ صرف اندازہ ہے کر سکتے ہیں-
اس فعل کے کرنے سے جریان، سوزاک وغیرہ کی بیماریاں ہو جانے کا اندیشہ ہو جاتا ہے جس کی وجہ سے انسان 20  سال کی عمر میں ہی بوڑھا ہو جاتا ہے-
اور باز اوقات تو یہ مرض اتنی شدّت اختیار کر لیتا ہے کے آپ خود کو نامرد سمجھنے لگتے ہیں آپ کو خود پر غصّہ آتا ہے آپ لوگوں میں بیٹننے سے گھبراتے ہیں- اور خود کو تنہائی کا شکار کر لیتے ہیں- ڈپریشن آپ پر سوار ہو جاتا ہے اور اس کا انجام باز اوقات خود کشی جیسے اقدامات پر ہے جا کر روکتا ہے-
اس لئے ضروری ہے کہ جس چیز کو جس مقصد کے لئے بنایا گیا ہے اسے صرف اور صرف اسی مقصد کے لئے استعمال کیا جائے- اسی میں بھلائی ہے-


اب آتے ہیں اس کے علاج کی طرف !!
اس عادت بد میں مبتلا افراد کی ذہنی کیفیت بیماروں اور نیم پاگلوں جیسی ہوتی آیسے افراد کو کبھی بھی اکیلا مت رہنے دیں-
انہیں کسی بھی کام میں مصروف کیے رکھیں- ان کی شادی کا انتظام کریں اچھی اور دینی کتب کا مطالہ کروایں-آیسے افراد سے نفرت نہ کریں کیونکہ غلطی کرنا تو انسانی فطرت ہے- آیسے لوگوں کو صرف آپ کی تھوڑی سی توجہ کی ضرورت ہوتی ہے اور بس ---

9 comments:

  1. Muhtrm Blogger,
    AoA,

    Buht hi ezat, ehtiram aur mazrt k sath, aap ka blog zaroor aik acha jaieza paish karta hai, k hum jins parasti ki mazhabi hesiyat kia hai, aur aik muslim hone ki wajha say main aap ki baton say inkar nahi kar sakta, magr aap ke blog ka last wala pera sy main ikhtilaf rakhta hon, main khud bhi aik hum jins parast hon mgr is ka mutlab har giz yeah nahi k main kisi bhi larke say sex karon ya mera maqsad zirf aur sirf sex hi karna ho. main ya mujh jese log har giz pagal ya zehni mariz nahi hote, main khud aik kamyab zindgi guzar raha hon, mere office aur gher wale mujh sya khush hain aur aik behtrin normal life say guzr raha hon, mgr mere social circle main buht kam log hain, mujh ko jhoot aur munafiqat pasand nahi jo aaj kal aksr logon ka watera hai esi liye khud ko mehdood rakhta hon, sex sirf usi k sath karta hon jis k sath dil mil jae aur abhi tu kiye howe bhi jane kitne month guzr gaye hain.
    muhtrm aap plz aik dafa aur research karain aur apne article ko mazid behtr banain aur yeah zaroor batiye ga k kis tarhan aik hum jins parast ko zehni mariz sabit kia ja sakta hai.
    Shukriya
    Arahan.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bhai irham sab sa pehlay ma ap se ye puchna chahta hun k ap apney aap ko musalman kehtey ho? Aik ghair akhlaqi na jayez islam k dairay sa baher aik ghalat kam ko anjam de raha ho iska matlab ap burey ko bura nhi samjtay ho or aisa kam aik iman wala musalman nhi kar sakta...wo log ye behuda or shaitani amal kartay jinko Allah, deen or aakherat par iman nhi hota. Allah tala ka nizam aik perfect nizam hai Allah pak ne is dunya ma har chiz ko munasib andaz ma or aik dusray k lya joray bana kar paida kya hai..ab ye ham per munhaser hai k ham is nizam ko follow karay ya is k bar aks ghalat rah par chal kar gunahgar ban jayey.
      Dusri bat ap ne bemari na honey ya normal life guzarney ki bat ki hai , mera jawab ye hai k zaruri nhi 100% k sath aisa hoi mgar 95 % logon k sath ye issue ka hona must ha, ma to yehi kahun ga k jo bi shakhs ye ghalat or gunah ka kam krta ha wo already zeni mareez ya aqli mareez ban chuka... Allah pak ap ko hidayat day bhai.
      Sh.fazal

      Delete
    2. Bhai irham sab sa pehlay ma ap se ye puchna chahta hun k ap apney aap ko musalman kehtey ho? Aik ghair akhlaqi na jayez islam k dairay sa baher aik ghalat kam ko anjam de raha ho iska matlab ap burey ko bura nhi samjtay ho or aisa kam aik iman wala musalman nhi kar sakta...wo log ye behuda or shaitani amal kartay jinko Allah, deen or aakherat par iman nhi hota. Allah tala ka nizam aik perfect nizam hai Allah pak ne is dunya ma har chiz ko munasib andaz ma or aik dusray k lya joray bana kar paida kya hai..ab ye ham per munhaser hai k ham is nizam ko follow karay ya is k bar aks ghalat rah par chal kar gunahgar ban jayey.
      Dusri bat ap ne bemari na honey ya normal life guzarney ki bat ki hai , mera jawab ye hai k zaruri nhi 100% k sath aisa hoi mgar 95 % logon k sath ye issue ka hona must ha, ma to yehi kahun ga k jo bi shakhs ye ghalat or gunah ka kam krta ha wo already zeni mareez ya aqli mareez ban chuka... Allah pak ap ko hidayat day bhai.
      Sh.fazal

      Delete
  2. Arahan you are not hum jins perast , you are a BACHAY BAZ Human. how like to enjoy sex with child's.... CAN THIS IS NOT A diseases?. You are a Patient , but you not able to goo any doctor.

    ReplyDelete
  3. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  4. sir please is hawaly say guide kar dain baazz waqt boys ko larkay pasand atty haan un pay wo paisay b kharch karty haan or kehty haan hamare paki dosti ho jai sir kia yeh adat choot jati ha agar is hawaly say apkay pass koi book ha tou please link send kar dain..................

    ReplyDelete
  5. sir please is hawaly say guide kar dain baazz waqt boys ko larkay pasand atty haan un pay wo paisay b kharch karty haan or kehty haan hamare paki dosti ho jai sir kia yeh adat choot jati ha agar is hawaly say apkay pass koi book ha tou please link send kar dain...

    isky ilaawa agar koi or larka ussy dosti karta haan to unko gussa atta ha par koi galat kaam nai karty unkay sath as a friend e rakhty haan

    ReplyDelete
  6. ye amrad pasandi kehlati he yani wo larkey jin ko dekh ker dil unki taraf attract hota he ab wo 10 saal se laker 18 se 20 saal tak k bhi ho sakty hen ye sirf shatan ki chall hoti he is se bachna chahiye jitna ho saky aisy larkon se door raho unki taraf dekho bhi nhi

    ReplyDelete